How to Add Social Media Follow Buttons Widgets For Blogger

Hii friends Aaj Mai aap logo ke liye laya ek bahot hi helpful article Add Social Media Follow Buttons Widgets For Blogger jise padhne ke bad aapko bahot help hogi agar aap ek Blogger hai aur Blogging karte hain.

Trends in social media icons ko website per lagane se aap bahut adhik traffic badha sakte hain kyunki ki aapke visitor job website per aaenge vah inayaten uski vajah se aapke social major platform Jahan Jahan aapane account banaa rakhe hain unki jagah per jakar aapko follow kar lenge taki aapke visitor's ko aur aasani Ho sake aur wo regular aapki website par visit karte rahe.

Popular Posts



Social Media Follow Buttons Widgets Lagane ke Fayde

Hr ek Blogger ka sapna hota hai ki uske blog par adhik se adhik traffic aaye aur uske liye Blogger ko bahot hi mehnat karni padti hai to friends aap traffic badhane ke liye social media ka fayda le sakte hai yaha se aapko bahot fayda hoga.

Aap social media accounts create kar lijiye aur unke link (url) aap apni Blog website par laga sakte hai. Aur apni Blog ya website ka link (url) apne social media accounts par laga sakte hai.

Jisse ki aapke visitor ko aasani ho aapke article tak pahochne me aur aapko bhi traffic mil sake Is Social Following Widget ki madad se hamare visitor hamare Facebook, Twitter, Google+, RSS or youtube ko Subscribe, Follow or Like kar sakte hai.

Jisse hame ye faida hai ki ham jab bhi New Post publish karege apne Blog par to ham usko apne sare social Network Page or Profile par share karege to jinhone hamare Page ko Like or Follow kiya hai unko pata chal jayega ki hamari site par new post aai hai.

How to Add Social Media Follow Buttons Widgets For Blogger
How to Add Social Media Follow Buttons Widgets For Blogger


Social Follow Widget Blog/Website Me Kaise Add kare 

Bhut Aasan hai, hamesa ki raha aap meri steps ko follow kare –

Step 1.
Apne Blogger ke Deshboard >> Layout >> Add Gedget par click kare

Step 2.
Ab ek popup khulega usme aapko HTML/JavaScript widget select karna hai.

Step 3.
Friends ab aapko Es article me jo code mai de raha hu es HTML Code ko aap copy kar le aur jo box open hua hai waha par es HTML Code ko paste kar de aur save kar de.

Step 4.
Cade past karne ke bad aap dekhege ki es code me mere social media icons ke link lage hai uski jagah aapko apne social media icons ke Link (URL) laga dena dai aur fir save kar dena hai.

Copy This HTML Code


Friends aapko es HTML Code me 5 jagah par mere link (url) lage hue hain maine unko highlight kar diya hai aapko un link ki jagah par apne social media link Laga Dena hain.

  • 1- Facebook
  • 2- Twitter
  • 3- Google+
  • 4- LinkedIn
  • 5- Instagram

Es tarah lain se aapko apne social media accounts ke link (URL) ko laga lena hain. Aur bhi useful article hain es website par aap un par jarur visit kijiyega aur aap log es website www.techonly99.xyz par regular aate rahiye yaha par aapko bahot hi useful information milti rahegi. Ab milte hai ek aur helpful article ke sath tab tak ke liye bye.


Post a Comment

Comments any problem & advice

Previous Post Next Post