How to Fix Crawler Errors on AdSense
You Have Ad Crawler Errors Which Can Result In Lost Revenue |
Friends aaj mai aapko batane wala hu ki aapke Google AdSense account me ye error You Have Ad Crawler Errors Which Can Result In Lost Revenue ye problem aai hai ese kaise fix kar sakte hai. To eske liye aapko ye post ko pura padhna hai tabhi aapko samjh me aayega ki ye Error kyo aaya hai.
Google AdSense Crawler Error 2020
Friends AdSense Crawler Error ko fix karne se pahle eske bare me thoda jan lijiye. Adsense ki taraf se jo crawler Error aaya hai ese agar aap fix nahi karege to aapki jitni bhi Earning hai ho sakta hai kat li laye aap jab tak es Error ko fix nahi karege aapki earning nahi hogi es liye aapko ese jald se jald fix kar lena hai.
What is AD Crawler Errors?
Adsense Web Crawler ki sahayata se aapke Blog/Website par Ad Show hote hai. Yah Crawler aapke Page ya Post ke Content ko scan karta hai fir aapke content ke Keywords ke hisab se Google AdSense Ads Show karta hai.
Related Posts
Friends agar AdSense Web Crawler sahi tarike se work karta hai to aapke Blog/Website par aane wale Visitors ko wahi ads dikhai dete hai jo ads unko pasand ho ya Jin chejo par unko interest hota hai. Aur agar Ad Crawler ke sath kuchh problem hoti hai to Ad show problem hoti hai es liye AdSense Crawler Errors aata hai.
404 Page Not Found AdSense Crawler Error
Agar aapko bhi AdSense ki taraf se es tarah ka Error aa raha hai to aapko mai bata deta hu ki Error kyo aa raha hai. Friends ye Error tab aata hai jab ham koi Post/Article apne Blog/Website par publish karte hai aur fir wah post Google search engine me submit ho jati hai.
Eske bad ham usi Post me koi badlav (Changes) kar dete hai us post ke URL me aur ham Redirect nahi karte hai ya fir bhool jate hai to yah problem aati hai. Kyoki jo URL Google search engine me submit tha use hamne Chenge kar diya es vajah se jab bhi koi us URL ko open karega to 404 Page Not Found show hota hai.
How to Fix AdSense Crawler Errors
Friends es Error ke aane ke bahot sare karan ho sakte hai agar aap es Error ko fix karna chahte hai to aap Niche di dai Video ko dekh sakte hai. Es Video me hamne bahot hi aasan Tarike se bataya hai. Aap sabhi step follow kijiye aapki problem solve ho jaegi.
Note- Niche di gai Video me jo process bataya gaya hai use follow kijiye. Eske bad 1 - 3 din me AdSense Crawler Errors fix ho jaega.
YouTube channel - TechOnly99
Google AdSense, Blogging, Make Mony Online, Social Media, Unboxing & Technical Help se Related Videos dekhne ke liye
Click here- Subscribe Now
You Have Ad Crawler Errors Which Can Result In Lost Revenue | How to Fix Crawler Errors on AdSense

Post a Comment
Comments any problem & advice