How to Add my Business, Store Address to Google Maps |Add my place in Google Earth | Google my Business

How to Add my Business, Store Address to Google Maps | Add my place in Google Eart | Google my Business
How to Add my Business, Store Address to Google Maps | Add my place in Google Eart | Google my Business
Friends aaj Mai aap logo ko batane wala hu ki aap log apne Ghar ka Pata Google Maps me kaise dal sakte hai. Aur aap apne Business ya fir Apne Store ki Location, Address ko Google Maps me kaise dal sakte hai. Google My BusinessHow to Add my Business, Store Address to Google Maps es Post ko pura padhe dhyan se aur aap bahot hi aasani se apne Business ko Google me add kar payege jisse aapko bahot hi fayeda hoga jinke bare me ham details me batayege.


Google My Business, Store, Address Location
Friends aap apne Business ko Google Maps ki sahayta se online la sakte hai. Ya fir aapki koi Shop (Dukan) chhoti ho ya badi aap apne Business, Store, Shop, Ko Google Maps me Jod Kar Online La sakte hai.

Jisse aapko bahot hi fayada hoga. Man lijiye aapki koi Chhoti si Dukan hai ya fir koi business hai to aap apni dukan ka Name aur address, Location Google maps me add kar dege to log Google maps ki sahayta se aapke Store, Business tak aasani se pahoch jaege. Jisse aapke Business ko bahot hi fayeda hoga. 

Popular Posts:
Make Money Online
Blogging Related Posts
Aap jis bhi City, District, Village kahi bhi aap rahte hai ya kahi par bhi aapka Store, Business hai to aksar koi bhi Insaan agar kisi dusri City, District, Village jata hai to sabse pahle Google Maps par us location ko search karte hai ki ye Location kaha par hai.

To jaise Hi wo us Location ko Search karega to Aaka Store Google maps dikhayega agar aapne Google maps par apne Store ko add kiya hua hai to.


Add Your Missing Place to Google Maps
Friends aap jante hi hoge aaj bhi bahot sari aisi jagah, Location hai jo Google maps par nahi hai. Jaise ki mai ek Village me rahta hu aur mera Village Google maps par nahi dikhta hai.

To maine khud se Apne Village ko Google Maps me add kiya hai. Ab jaise hi koi bhi Mere Village ka name Search karta hai to Mere Village ki Location aur kuchh Images jo maine add ki thi wo sab dikhta hai. To esi tarah aap log bhi apne Village ya fir kisi bhi missing place ko Google maps me add kar sakte hai.

How to Add my Business, Store Address to Google Maps Step by Step
Aap apne Business, Store, Missing Place, Address, Location ko Google Maps par add karna chahte hai to bahot hi aasani kar sakte hai. Mai aapko step by step batauga aap en steps ko follow kare-

1- Open Google Maps App: Sabse pahle aapko Google Maps Open kar lena hai. Fir aapko yaha par click karna hai aap niche di gai Image par dekh sakte hai-

How to Add my Business, Store Address to Google Maps | Add my place in Google Eart | Google my Business

2- Add A Missing Place: Ab aapko Add a Missing Place par Click karna hai.

How to Add my Business, Store Address to Google Maps | Add my place in Google Eart | Google my Business


3- Fill Your Details: Ab aapko yaha par sabhi details bhar dena hai.

How to Add my Business, Store Address to Google Maps | Add my place in Google Eart | Google my Business

4- Done: Ab aapko sabhi details aur Images Add kar dene ke bad aapko es Arrow par click karna hai aur aapka Business, Store, Address, Location jo bhi aapne add kiya hai wo Google maps par online dikhne lagega.

How to Add my Business, Store Address to Google Maps | Add my place in Google Eart | Google my Business

To friends aap logo Etna chhota sa simple sa process follow karna hai aur apne Business Store Address Location ko online la sakte hai Google maps ki sahayta se. To aap logo ko ye information kaisi lage comment kar sakte hai. Aur aisi hi useful aur helpful information ke liye aap es website par regular visit karte rahiye.

Post a Comment

Comments any problem & advice

Previous Post Next Post