IIT Kya Hai? & IIT Kaise Kare in Hindi 2021
IIT Kya Hai?

Kya aap log jante hai- IIT Kya Hai & IIT Kaise Kar Sakte hai, aur IIT Full Form Kya Hota Hai. Aaj ke es article me aap logo ko puri jankari mil jaegi.

Friends aap log agar Engineering karne ke bare me soch rahe hain to aap sahi jagah par Hain aap ko ham sari jankari dene wale Hain es Post me to aap es Post ko dhyan se padhiye taki aapko samajh me aa jaye.

Agar aap log Engineering karne ke Bare me socha hai to aapko eske liye acchi padhai ki jarurat padti hai. Aur acchi padhai ke liye hame ek acche Engineering Institute ki jarurat padti hai.

Ki kaun se Engineering Institute me IIT karne jaye jisse aapko esme safalta (Success) mil sake to aaj aapke sabhi sawale ke jawab aapke mil jaege.

Agar ham IIT ki bat kare to ye bahot hi Popular hai aur es se kai jyada guna muskil kam hai IIT Exam Clear karna agar aap IIT karne wale hai to aapko ye bat pata honi chahiye ki aapko IIT Exam Clear karne ke liye kadi mehnat karni padegi

Kyoki har sal lakho students IIT Exam dete hai aur esme bahot jyada mehnat padti hai. Agar aap IIT karne wale hai to chaliye ham aapko sari Information dete hai- IIT Kya Hai, IIT Kaise Kare, IIT FULL FORM ke bare me puri Detail me bat karege.

IIT Kya Hai?

India मे High Education pane ke liye IIT Institute hain, yaha par aapko sari Suvidhaon ke sath aapko Engineering ke liye Research karne ke liye sari Suvidha milati hain. 

INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY ko Hindi Me भारतीय प्रौद्योगिकी संस्थान kaha jata hai.

India me IIT yani ki INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY ki sthapna 1951 me hui thi. Aur aaj eske 23 IIT Institute khul chuke hain. 

Waise IIT ka Exam bahot hi jyada High Level ka hota hain jise Clear karne ke liye Bahot hi High Level ki padhai karni padegi Puri mehnat ke sath tabhi IIT Exam Pass kar paege.

Sabhi students ka sapna hota hain ki vo desh ke sabse bade Institute IIT padhai kare. Bahut sare logon Ko yahi nahin pata Hota ki IIT ki taiyari karne ke liye unhen kaun se subject per ya fir kya padhen jisse a unke Exam me acche ranking ho sake. To aapko ham batate hai ki IIT ki Taiyari Kaise Kare? es Post ko dhyan se padhe.

IIT ka Full Form

IIT ka full form 'INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY' jise hindi me भारतीय प्रौद्योगिकी संस्थान kahte hai.

IIT ki Taiyari Kaise Kare

Aap Agar IIT mein admission pana chahte Hain To aapko 2 Exam level se hokar gujarne padta hai. Ismein sabse pahle aapko JEE main exam se hokar gujarta padega aise exam ko pass karne per iski ranking ke Aadhar per aapko JEE advanced Exam ke liye aapko bheja jaega.

Jee Advanced Exam Clear karne ke bad aapko graduation ki padhaai karne ke liye B. Tech me admission mil jaega. Ab Agar ab iske bad aapko IIT Exam ki taiyari karne ke liye Kuchh Vishesh baton ka Dhyan rakhna padega.
  • Qualification:- agar aap IIT exam ke liye apply karna chahte hain to to aapko iske liye kam se kam 10th/12th pass hona hoga tabhi aap Jee main me apply kar payenge. Agar aap 10th/12th me aache Mark's late hai to IIT me Admission ke liye Better Rahega.
  • Time Management:- Aap agar IIT Me Admission pana chahte hai to aapko Time Management to aana chahiye kahne ka matlab aapko apne pure din ke bare me ek ek time pata hona chahiye ki aap kis Time kya karne wale hai. Es se aapko bahot help hogi aur aap success ki or badhege es liye aapko Time Management par dhyan dena chahiye.
  • Solve Previous Paper:- Aapko kosis karni chahiye ki aap pichhle sal ke paper ko solve kare es se aapko ye andaja ho jaega ki Kis tarah ke questions aate hai IIT Exam me es se aapko bahot help hogi.
  • Focus Main Subject:- Agar aap IIT Exam Clear karna chahte hain to aapko Main Subject par jyada Focus karna padega Example- Physics, Chemistry, Math en subjects par jyada dyan de ye Important Subject hai IIT Exam me Ense jyada questions aate hai.

IIT Karne Ke Fayde

Agar aap IIT karte hai to aapko bahot sare fayde milege jinme se kuchh ke bare me ham aapko batayege-
  • Respect:- Agar aap IIT karte hai to aapko bahot Respect milegi Aapka Admission IIT College me ho jata hai to aapke Relations walo ko pata chalega to wo aapki tarif karege jise sunkar apko bahot accha lagega.
  • Acchi Suvidhaye:- Agar aap kisi aur college ki jagah IIT College me admission lete hai to aapko bahot acchi Suvidhaye milti hain. Aur yaha aapko Lab / Computer Research ke liye diye jate hai.
  • Confirm Jobs:- IIT ki sabse jaruri aur acchi bat yahi hai ki aap agar IIT pass kar lete hai to aapko Job Milna confirm ho jaega aapki life settle ho jaegi. Joki aap koi aur padhai karege to nahi hoga. Aur IIT se aapka carrier ban jaega aapko bahot hi jyada salary bhi milti hai.

IIT FULL FORM : INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY

IIT ka full form hota hai - Indian Institute of Technology jise hindi me भारतीय प्रौद्योगिकी संस्थान kahte hai.

IIT College List in India

Ham aapko batane ja rahe hai ki hamare desh me kitne IIT College hai aur kaha kaha hai-

  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , खड़गपुर
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , मुंबई
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , कानपुर
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , मद्रास
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , दिल्ली
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , गुवाहाटी
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , रुड़की
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , रोपड़
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , भुवनेश्वर
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , गांधीनगर
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , हैदराबाद
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , जोधपुर
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , पटना
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , इंदौर
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , मंडी
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , वाराणसी
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , पलक्कड़
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , तिरुपति
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , धनबाद
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , भिलाई
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , गोवा
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , जम्मू
  • भारतीय प्रोद्योगिकी संस्थान INDIAN INSTITUTE OF TECHNOLOGY , धारवाड़

Post a Comment

Comments any problem & advice

Previous Post Next Post